Sahayak Shikshak Vigyan Prayogshala, Vigyan ,Kala, Shikshak, Vyakhyata Document Verification Suchi Download Karen :
Hello Friends Namskaar Onlinebharo.com me aapka swagat hai .friends jaise ki aapko malum hai hamare es website ke madhyam se sabhi prakar ke online aur ofline jankari bataya jata hai .aaj ke is post me aapko reguler teacher bharti ke bare me pura detail batane vale hai .puri jankari ke liye ant tak jarur padhen .
14580 Teacher Selection Order
Cg Vyapam dwara liye gaye 14580 shikshkon ki bharti pariksha ke baad ,kafi lambe samy ke antraal ke baad ab selection order 15.09.20 ko jari kar diya gaya hai .aap neeche diye gaye link se order download kar sakte hai .
Download Order
Friends aaj ke es post me ham aapko regular teacher ki bharti ke antargat document verification ki puri suchi ka link is post me dalenge yadi aap suchi download karna chahte hai ti diye gaye link se puri suchi download kar sakte hai .
Cg Vyapam dwara liye gaye 14580 shikshkon ki bharti pariksha ke baad ,kafi lambe samy ke antraal ke baad ab selection order 15.09.20 ko jari kar diya gaya hai .aap neeche diye gaye link se order download kar sakte hai .
Download Order
chaliye friends aapko teacher bharti ke liye verification suchi ka vivran batate hai . friends sabse pahle aapko bata den ki lokshikshan sanchalnalay chhattisgarh raipur dwara lagbhag 25 year baad regular teacher ki bharti kar raha hai .isse pahle paira teacher ya shikshakarmi ke rup me teacher kaam kar rahe the .
vyapam teacher bharti ke antargat alag alag padon ke liye exam liye gaye the jiska result bhi jari kiya ja chuka hai .eske baad document verification kiya ja raha hai .chaliye aapko sabse pahle jis pad ke liye bharti ho raha hai uske bare me batate hai .
1- Sahayak shikshak vigyan prayogshala .
2 -Sahayak shikshak vigyan
3- Sahayak shikshak kala
4- Sahayak shikshak kala avm vigyan angregi madhayam
5- Shikshak maths
6- Shikshak science
7- Shikshak English
8- Sikshak kala
9- Vyakhyata chemistry
10- Vyakhyata Physics
11- Vyakhyata Biology
12- Vyakhyata vanijya
Upar bataye gaye padon ke liye lakhon ki sankhya me aavedan kiya gayaa tha sath .isme sabse adhik aavedan sahayak shikshak prayogshala sahayak ke liye kiya gaya hai .
lokshikshan sanchalnalay chhattisgarh raipur dwara shikshakon ke lagbhag 15000 padon par niyamit bharti kiya ja raha hai .
shikshkon ke niyamit padon me teeno varg ke shikshak samil hai – vyakhyata,shikshak aur sahayak shikshak .aapko teeno vargon ke liye verification list diya ja raha hai .
- SAHAYAK SHIKSHAK DOCUMENT VERIFICATION
Sahayak shikshak sanvarg me prayogshala sahayak ,vigyan aur kalaa ke pad ke liye verification list jari kiya gaya hai aapko neeche sabhi suchi ka link diya gaya hai usme click karke aap suchi ko download kar sakte hai .
- SHIKSHAK DOCUMENT VERIFICATION
Shikshak pad ke liye verification list jari kiya gaya hai jisme sabhi vargon ka vivran alag alag diya gaya hai aap puri suchi download kar sakte hai .ye hai download link
VYAKHYATA DOCUMENT VERIFICATION
Vyakhyata verification list niche diya ja raha hai aap yaha se vyakhyata ki verification list download kar sakte hai .
For Latest Update Join WHATSAPP GROUP